Saturday, March 22, 2014

Daniyal Asmat Paracha "Topic For Blog"

larki kyun na janay kyun larkon c nhe hti....

Daniyal Asmat Paracha ""tharak or sarak"

jb baat tharipan ki hai.. to ye btata chaln k "tharak or sarak" insan ko kahin bhi le jati hai. so please be carefull while posting something regarding tharak. wese sir ne abhi tk kisi bhi topic ko done nhe kiya.

Daniyal Asmat Paracha "Hum sb aik hain"

Pakistan team ka haal bhi Jamia karachi k talaba jesa hai.. parhty hum khud nhe or qasoor apny ustaadon ka samajhty hain jis se badnaam jamia hti hai.. usi tarah pakistani players bhi perform khud nhe karty or haar mulk jata hai..

By Mustafa Tahir :

Blog ko blog samjho yar class nahin, wahan sub khamosh yaha bhi sub khamosh serious, English walo sir jalil ki class samjh kar enjoy karo blog ko ek dum masti :P

Blog Topic Alert

I have received different topics for the Blog for this Week. Some are here,
1.) Tharkipan on its Peak (Hibah Ahmed)
2.) Bandar kia Janay Adrak ka Suwaad.(Humaira Salman)
3.) Haathi k daant Khanay k aur Dikhanay k or. (Ali Hassan)
4.) Dost hain apnay Bhai Bhulakkar. (Iqra Anees)
5.) K.U main Crashes say le kar Clashes tak. (Owais Yousuf)
6.) Larki kyun Najanay Kyun Larkon si nahi Hoti (Daniyal Asmat)

Do tell me here, so that we can continue with the postings on the blog.
Thanks.

By Taha Nayyer : First Camera By Matthew Brady

The Father of Photo Journalism "Matthew Brady" with his Photographic Wagon.
Mathew Brady is often referred to as the father of photojournalism and is most well known for his documentation of the Civil War. His photographs, and those he commissioned, had a tremendous impact on society at the time of the war, and continue to do so today.


Friday, March 21, 2014

By Taha Nayyer : Thursday Ki Kamyaabi

Class main Mobile Phone isteemal karnay say guraiz karain, aur jitna ho sakay class main participate kia jaye,, Jis say Sir ko kam-az-kam yh na lagay K woh akelay he apnay aapsay baatein karnay ayen hain,, Class ka Hissa baniye aur Ik Achay Talib-e-Ilm ban kay Rahen, In Sha ALLAH apkay Dilon main paida honay wala Bilawaja ka khauf bhe kam hoga aur pura din acha guzrega :D

Thursday, March 20, 2014

By Javeria Kamran :

bhari jawani main ideas ki kami kyun kay yeh jawani hai deewani. ideas ka toh na pochain us ka toh samandar hai. par masla ye hai k kuch ideas sir k dar se nahi bataye jatay aur kuch batane k kabil nahi hotay.

Owais Yousuf "Idea Puncture"

Bhari jawani or idea kuch aisa hy jaisey hmarey 1st year k dinoon mae akk dost ki bike per 6 dost Sawar hotey thy....... tow aisey mae bike ka kabara nhi hoga to or kia ho ga ??? ....... :p
Esii trha noujawanoo k zehn 6 6 jaghoon per lagey hoty hain abb khud bataen k Ideas kia khak ayeen gaye ... :-D

Oun abbas "Bat hy drr ki"

Ideas to aaney janey wali chez hy jbb kbhi Dimagh fresh hoa Idea aagiya or kbhi nhi bhi aaya...... :p
asal bat hy drr ki jbb sir per dnta ho to Ideas bhi bhrpoor aatey hain ....... :-D