Izat ane jane wali cheez hai, insan ko dheet hona chahiye khas tor se student life main. jab tak ap beizat nahi honge teacher se toh seekhenge kese :P aur wese bhi yeh toh har student ki soch hoti hai jab tak teacher beizat nahi kar rahay hain tab tak mauja he mauja aur jese he beizat hujatay hain toh next time k liye ek lesson mil jata kay "re kabira man ja" kay teri koi izaat nahi hai .
Saturday, April 05, 2014
Usama Mustafa : Izzat Izzat Hai Aur Beizzati Beizzati
Beizzati or Izzat do alag alag alfaz hain per aj kal inka taluq ek dosre se kuch mukhtalif hai,maujuda naujawan talib-e-ilm mein izzat ka lafz tab istimal kia jata hai jub unki koii beizzati karta hai tu unk sathi baray he fakhar se kahte hain
"Arey aj tu tumhare bari tabiat se IZZAT hogae"
Tu bhala in do alfaz mein furq kia kareinge ab tu yehi pehchan hogae hai..
Arz kia hai :
Tu dil mein tu ata hai samjh mein nhin ata
Mein jan gaya tere pehchan yehi hai
Yani k ajkal in masoom se talib e ilm ki nazar mein beizzati or izzat mein koi furq nhin or kub bechare is ghalat fehmi se bahar nikleingay k bhai izzat izzat hoti hai aur beizzati beizzati ... : )

Thursday, April 03, 2014
Mustafa Tahir :
Student ki izzat ya bizzati, dheken agar ustad ka kuch bolna ya dant dna ap ko bizzati lgta ha tou wo galt ha kyun kay ustad us surat mei dantta ha jab usay ap galt kam kar kay do gy wo hamre bhale k lye hi sb bolta ha so wo bizzati har giz nahin hoti balke humei us ko as a motivation lena chayae aur yehi lafz ya alfaz jo ustad humein bolte ha wo bad mei humei yad ate hai kay yar sai kaha tha sir ne ya miss ne...
Haider Abbas "Heera kaesey bnta hy"
CHOt Khaae Bagher Aur Skhti Berdasht Kiye bina Koi Kunker Goher aUr Koi Koilaaa Heera Nahi Bun SKta... Asatiza ki dannt Daput ya Maaar Der Asul Un ki muhabbat hay jo Ksi bhi talib e ilm Ki Islaah K liye he Hoti hay ..Ab talib e Ilm per Munhasir Hay K woh Isay Apni Bay.Izaati Smjh Lay Ya aPni Islah Ka Ik Nukta...yaad Rkhiye zamaNa e Talib e Ilmi Main KOi Talib e Ilm Bay Izzut Nahi HOta Ager KOi Ustaad KI Dant Ko Apni Bay ezzati Smjhta Hay TOu Nakami Us Ka Muqader Banegi ..SO Asatiza Ki daanT Khatay Rehiye Kamyaabiyan SAmayt.tay Rehiye................
Hibah Ahmed : Izzat kay Sath Sath Be-Izzati
Reality ye he k student ki izzat srf ghr pr hoti he,, ab ghr pr kiski konsi wali izzat hoti he wo alg masla hai.. :P agr koi teacher student ki izzat krta he to smjhlo k wo teacher nai :D teacher ka khof he isi liye he q k beizzati ka spot app per kbi bhi lg skta he :P beizzati Akeley men jitni bhi ho koi masla nai.. mgr poori class k samne agr teacher izzat rakhly to kyaaa he baat he maza ajayega,, :P
Wednesday, April 02, 2014
Taha Nayyer : Be-Izzati Zurori Hai
Aaj Urdu ki Class main bethay bethay bas itna he Dimagh chala jab hmaray Ustaad hamain bohat he muhabbat say be-izzat kartay hain toh unki us be-izatti ka maqsad sirf yeh hota hai k hum main koi sudhaar paida hojaye, Hum apni zindagi main kuch kar sakain, Kamyaab ho sakain.
Uske baad he yh baat samajh aie ka Talib-e-Ilm ki Izzat he hoti hai, Be-Izatti sirf usko lagti hai,
Aur Dunya main Izzat kamanay kay Liye Thora bht Be-Izzat toh hona he parta hai...
Uske baad he yh baat samajh aie ka Talib-e-Ilm ki Izzat he hoti hai, Be-Izatti sirf usko lagti hai,
Aur Dunya main Izzat kamanay kay Liye Thora bht Be-Izzat toh hona he parta hai...
Oun Abbas "Beyizaati ki dozeeeee"
Izzat hoti hy ya nhi hoti yee to alag bat hy lekin abb to yeee bhe dekhny mae aata hy k Jbb tkk class mae Izzat or hosla aafzai na ho tbb tkk Blog ko bhe Ronaq nhi bakhshi Jati :p
By Humaira Salman : Be-Izzati Proof Students
Bhens kay gaya Been bajatay howe dekha hai kabhe ?
Agar dekhna ho toh kisi Dheet aur Nikhattu talib-e-ilm ko daant partay huay kisi ustaad say dekhna, Is dauran honay wali be-izzati ko ghairat mand talib-e-ilm he mehsus kar sakte hain, baqi becharay mushkiloun k shikaar haal say behaal suntay rehte hain.
Aisa malum hota hai kay aaj kal k talib-e-ilm kuch is hudd takk pareshaniyoun ka shikaar hain k Jaisay larki ka larkay ya larkay ka larki say baat cheet munqata hona, mobile main balance na hona, Ammi ki dahi mangana, dost ka udhaar na deina, gaari ya motorcycle ka na hona, larkyun k paas kbhe bhe achay kapray na hona ache cosmetics na hona, Internet ana bnd hona, kapray istiri na hona, facebook par request ka accept na hona, wagerah wagerah..
Ab itnay masaiel hain k ap khud sochaein k kaheen say bhe inehin apni be-izzati mehsus hogi ya izzat ka khayal aega ?
Toh bhai aap been bajaien ya Band baaja inkay kaan main joun tak nahi reengnie..
Guarantee.. ! :)

Tuesday, April 01, 2014
Ali hassan "mashwara"
kiseee bhaly manas ny ye mahawra kise acchi soch ky tehaat he banaya ho ga . jis ka maqsad hum agar apny toor py farz karen tu ye ho ga , ky student yaniii taleeb e ilm ko kabhiii bhe koi sawal karty hoy hazitate nahi karna chahiya ghabrana nahi chahiya on apniii anna ya egoooo ko rukkawat nahi bannay daina chahiya . lakin jannab chorain en mafroozun ko en batoon ka bary ma tu sochna bhe pathatic lagta hy aj kal ky students ko . tu janab aty hay hain es mahawry ki taraf yani back to the topic . es mahawry ko agar practical shakaal ma ammlii toor perr nafiz daihkna hy hamarii K.U a jain ye mahawra universal truth lagny lagy ga ap ko . yahan jaga jaga studants bayzatii ky husool may masroof nazar ayien gain hanlanky unhain taleem ky hussol ma masroof nazar ana chahiya . sath he gate keepers security staff teachers or sab sy bhar kar rengirs bohit diljami ky sath purii deanat darii ky sath unhain byzat karny farz ma masroof hooty hain .or students es by zatii per ye soch ker khush hoty hain ky un ki tu koi izzat he nai lihaza byzatii ka sawal he nahi .
Haider abbas "11 khilari"
Lijye Janab Aakhir Woh ho He gya Jis ka Hamesha Dur Rehta Hay bOLay Tou Pakistan Team nay buri terha'n apni ..................dikhaai (blank main performacne aayega) .Kaali AanDhi Nay Shaheeno'n ko Urhnay (fly) Ka moqa He Nahi Dia aur bina Engine k Shaheen aisay Gir k KhaaK Hue Jsa MAlaysian TayyyaRRA...AllaH Allah Ker K AJmal K 2nd Last Over Main Hussey Ki pitaai Ko bHulaya gya tha Per BRaVo N SaMmy nay jo Aaj AJmal k SAth Kia BAp ray Baap.. UMeed Ka CHirgah Gul TOu Gul He Nay Kr Dia Tha Aur RAhi SAhi KAseR"MATHAY" Batsmen Puri Ker GAe.. You'n Maloom HOta Hay PakisTAn KI CAptainship main He KOi Msla HAy JO Kptaan bun.ta Hay TUK TUK k marz Ka Shikaar Ho jaAta HAi.. Jee Jee PRoffesor Hafeez Ki jtni Lee Jaee Kum HAy..I mean K Un Ki Sahi SAy Class Li jani Chahiyeh K BHai T2O Khel TEst Thori Na Hay ..Hfeez Sahab shayaD TwenTy -2O ko Asl main(20+20) yani 4o OVer ka Game Smjh Kr Khelay ..
IndiaN JeeJooo mAlik Sahab K sath Arsay say Kmzori Ka Msla Chul rha hay so Un Say Hitting Ki Tawaqqa Rkhna TOu Fzool He ThA. AKmal Bradraan apnay Aikay main Maray gae Kia Aika Hay Janaab 2no Bhai Mil KEr Sirf 1 He Run Bna SKay .. AAkhir main Buch Gae Apnay BOOM BOOM areeee Bhayya Jab Jeet Rha HO KaLA Tou Kia KreGA LALA..MuKHtAsIR yeh k Kahin TOu APna Shehzaad He aKela 1o0 bna leta Hy OR Kbhi 11 Shehzaday Mil Ker Bhi 1oo nahi Ker Patay...
OK MAIN Chala bhai tum bhi ajao "chanay" leker ... Areeee AirPort Ja rha Ho'n Rcve Krnay Team KO Q K tm jeTo Ya Haro SAda Hme'n Tum Say Pyar Hay .......

Oun Abbas "Mehsoos krny ki baat hy"
Masala yee hy k ajj kl Students ki agr beiyZatti ho bhe to un ko kuch farq hi nhi parta kion k is k liye Zaroori hy k Insaan ko izzat or Zillat ka farq Maloom ho. Yahan to agr bachey stairs per bethaen hon or koi teacher Gussey mae yee keh dey k agr app ki ijazat ho to kia mae ja sakta hon to is per pasheman honey k bajaey Jawab yee hota hy k G g bilkul app jaen yee to app ka Haqq hy. Bs is k bad to kuch baqi hi nhi rehta :-p
Monday, March 31, 2014
Oun Abbas "Izzat kesey ho"
Izzat bnaney sey bnti hy, Izzat kisi ki meeras nhi hoti jo paedaish k bad us ko mil jaey, Jb talibey Ilm khud inthai faltoo hrkaat karen gaye,Jamia ki Seerhion per beth k tash k pattey kehlen gaye, Koi teacher aajey to Uthna tkk gawara nhi karen gaye. To izzat ki to dour ki bat future kaisa ho ga yee hy sochney ki bat.
Sunday, March 30, 2014
Blog Topic Alert for this Week :
Students ki Votings ki bunyaad par yeh Topic select kia gaya hai :
Student ki Kabhe BEIZATTI nahi hoti Q kay Unki ko IZAT nahi Hoti. (Javeria Kamran)
Student ki Kabhe BEIZATTI nahi hoti Q kay Unki ko IZAT nahi Hoti. (Javeria Kamran)
Faizan Raza Khan : Body-adapted Wearable Electronics
From Google Glass to the Fitbit wristband, wearable technology has generated significant attention over the past year, with most existing devices helping people to better understand their personal health and fitness by monitoring exercise, heart rate, sleep patterns, and so on. The sector is shifting beyond external wearables like wristbands or clip-on devices to “body-adapted” electronics that further push the ever-shifting boundary between humans and technology.
The new generation of wearables is designed to adapt to the human body’s shape at the place of deployment. These wearables are typically tiny, packed with a wide range of sensors and a feedback system, and camouflaged to make their use less intrusive and more socially acceptable. These virtually invisible devices include earbuds that monitor heart rate, sensors worn under clothes to track posture, a temporary tattoo that tracks health vitals and haptic shoe soles that communicate GPS directions through vibration alerts felt by the feet. The applications are many and varied: haptic shoes are currently proposed for helping blind people navigate, while Google Glass has already been worn by oncologists to assist in surgery via medical records and other visual information accessed by voice commands.
Technology analysts consider that success factors for wearable products include device size, non-invasiveness, and the ability to measure multiple parameters and provide real-time feedback that improves user behaviour. However, increased uptake also depends on social acceptability as regards privacy. For example, concerns have been raised about wearable devices that use cameras for facial recognition and memory assistance. Assuming these challenges can be managed, analysts project hundreds of millions of devices in use by 2016.

Subscribe to:
Posts (Atom)