Aaj Urdu ki Class main bethay bethay bas itna he Dimagh chala jab hmaray Ustaad hamain bohat he muhabbat say be-izzat kartay hain toh unki us be-izatti ka maqsad sirf yeh hota hai k hum main koi sudhaar paida hojaye, Hum apni zindagi main kuch kar sakain, Kamyaab ho sakain.
Uske baad he yh baat samajh aie ka Talib-e-Ilm ki Izzat he hoti hai, Be-Izatti sirf usko lagti hai,
Aur Dunya main Izzat kamanay kay Liye Thora bht Be-Izzat toh hona he parta hai...
Uske baad he yh baat samajh aie ka Talib-e-Ilm ki Izzat he hoti hai, Be-Izatti sirf usko lagti hai,
Aur Dunya main Izzat kamanay kay Liye Thora bht Be-Izzat toh hona he parta hai...
bohat khoob...
ReplyDeletebehtreen : ) -(Humaira)
ReplyDeleteThank You :)
ReplyDelete"Talib e Ilm ki Izzat hi Hoti Hai, Beizzati usko Lagti hai"
ReplyDeleteLoot li mehfilll :D
Ahaha.. Bas Unique Soch Sameen :D
ReplyDelete