Tuesday, April 01, 2014

Oun Abbas "Mehsoos krny ki baat hy"

Masala yee hy k ajj kl Students ki agr beiyZatti ho bhe to un ko kuch farq hi nhi parta kion k is k liye Zaroori hy k Insaan ko izzat or Zillat ka farq Maloom ho. Yahan to agr bachey stairs per bethaen hon or koi teacher Gussey mae yee keh dey k agr app ki ijazat ho to kia mae ja sakta hon to is per pasheman honey k bajaey Jawab yee hota hy k G g bilkul app jaen yee to app ka Haqq hy. Bs is k bad to kuch baqi hi nhi rehta  :-p

3 comments:

  1. Oun bhai awaam main itna shauur he nahi hai ab k woh sahi aur galath ko pehchaan skain, jisko jo theak lagta hai wohi karta hai, apki nzar main aap achay aur meri nazar main Ma acha.. Yakeen janay toh Izat aur Be-Izatti Insan ki soch par qaabiz hai.. Khuwan woh Bacha ho Ya koi Burha ho, Talib-e-ilm ho ya koi Ustaad ho... ! Sochiyega zuror.

    ReplyDelete
  2. /me'm Rafia taj ki yad dila di apne :p -(Humaira)

    ReplyDelete
  3. bilkul humaira app ny sahi judge kia :p

    ReplyDelete