Tuesday, April 01, 2014

Ali hassan "mashwara"

kiseee bhaly manas ny ye mahawra kise acchi soch ky tehaat he banaya ho ga . jis ka maqsad hum agar apny toor py farz karen tu ye ho ga , ky student yaniii taleeb e ilm ko kabhiii bhe koi sawal karty hoy hazitate nahi karna chahiya ghabrana nahi chahiya on apniii anna ya egoooo ko rukkawat nahi bannay daina chahiya . lakin jannab chorain en mafroozun ko en batoon ka bary ma tu sochna bhe pathatic lagta hy aj kal ky students ko . tu janab aty hay hain es mahawry ki taraf yani back to the topic . es mahawry ko agar practical shakaal ma ammlii toor perr nafiz daihkna hy hamarii K.U a jain ye mahawra universal truth lagny lagy ga ap ko . yahan jaga jaga studants bayzatii ky husool may masroof nazar ayien gain hanlanky unhain taleem ky hussol ma masroof nazar ana chahiya . sath he gate keepers  security staff  teachers  or sab sy bhar kar rengirs bohit diljami ky sath purii deanat darii ky sath unhain byzat karny farz ma masroof hooty hain .or students es by zatii per ye soch ker khush hoty hain ky un ki tu koi izzat he nai lihaza byzatii ka sawal he nahi . 

No comments:

Post a Comment