Wednesday, March 12, 2014

Daniyal Asmat Paracha "ideas ki kami"

1 hafta ho gya hai or in 7 dinon main kul 9 posts ayien hain ab tk nojawan nasal main ideas ki kami per. sorat e haal kch aesi hai topic "nojawan nasal main ideas ki kami" hai or posts main bhari jawani main ideas ki kami ka zikar bhi numayaan hai.!! :P :) 

2 comments:

  1. topic " bhari jawani m ideas ki kami" hai.
    "noujawan nasal mein ideas ki kami" nahii hai .: )
    (kulsum ali)

    ReplyDelete