Wednesday, February 26, 2014

Eham Maloomaat

"Kuch eham maloomat pesh khidmat hai"
*Lafz zero latini zaban k lafz ZEPHIRUM se liya gya jis k mayeny KHALI k hai.
*shutar murgh (ostrich) ke aankh us k dimag se barhi hoti hai.
*shutar murgh k andha ubhalny mai 40min lagty hai.
*asmaani bijli k ek dafa  kharakny se 3,750million killo watt bijli peda hoti hai
*18april 1906 ko america mai 47 sec tak jari rehny walal zalzala americi tareekh ka badtareen zalzala tha.
*americi idary C.I.A ke bunyad Harry Truman naame shakhs ne 1947 mai raki the.

Post By : Rafiqullah Paracha.

No comments:

Post a Comment